Showing posts with label Inder Bawra. Show all posts
Showing posts with label Inder Bawra. Show all posts

Monday 4 April 2016

Titliyan | Rocky Handsome New Hindi Movie Song With Lyrics

Titliyan  Rocky Handsome

Titliyan (Item Song) And Lyrics From Rocky Handsome. The Song Is Sung By Sunidhi Chauhan. Composed By SunnyBawra, Inder Bawra, And Penned By Sagar Lahauri.
Singer: Sunidhi Chauhan
Backing Vocals by: Deepti Rege, Arohi Mhatre, Mayuri Patwardhan
Music: Sunny Bawra, Inder Bawra
Lyrics: Sagar Lahauri
Music Label: T-Series

Titliyan Full Lyrics


Look at my eye, tell me a lie
Give me a try bye bye
Let me a role, give me control
Leave the whole bye bye
This is the time do the crime
We’re otta line bye bye
Let me a role, give me control
Leave the whole bye bye
Hello! Na ishq mein chalein
Udhaar ya kabhi
Jo hai abhi mera, de de tu
Hello! Ye neendon ka nasha
Jo aankhon mein hai bhara
Tera hai tera, le le tu
Ye titliyan hain
Jo udd gayin toh
Jo mud gayin toh
Phir kabhi naa mile
Labon ke pyaale, tere hawaale
Ye pal gulaabi
Libaas ye haya ka tu utaar de
Zara zara..
Yahin bas yahin raat hai zindagi
Kal tu hoga kahin, main kahin aur…
Mmm.. yahan bas yahan banti hain kismatein
Khatam hote hain tisnagi, ye daur…
Aa ha…
Hello! Yeh raatein jo gayi
Toh naa mile kabhi
Ye hai teri abhi, jee le tu
Hello! Yeh husn ki gali
Hai chaand ki dali
Ye jaam sharbati, pee le tu
Ye titliyan hain
Jo udd gayin toh
Jo mud gayin toh
Phir kabhi na mile
Labon ke pyaale, tere hawaale
Ye pal gulaabi
Libaas ye haya ka tu utaar de
Zara zara..
Adaa har ada mein bhari shokhiyan
Husn kehte jise hai reshmi dor…
Haan! yahin bas yahin hai zameen pe jannatein
Waqt ye keh raha aa meri aur…
Aa ha…
Hello! Ameer ho rahin faqeeriyan meri
Jo kho raha mera khone de
Hello! Yeh khwabon ka safar
Fakat hai raat bhar
Jo ho raha tera hone de
Ye titliyan hain
Jo udd gayin toh
Jo mud gayin toh
Phir kabhi na milein
Labon ke pyaale, tere hawale
Ye pal gulaabi
Libaas ye haya ka tu utaar de
Zara zara..

Titliyan Full Official Video Song

Rehnuma | Rocky Handsome Hindi Movie Song With Lyrics

Rehnuma  Rocky Handsome

Rehnuma Song And Lyrics From New Hindi Movie Rocky Handsome, The Song Is Sung By Shreya Ghoshal and InderBawra And Penned By Manoj Muntashir, Sagar Lahauri
Singer: Shreya Ghoshal, Inder Bawra
Backing Vocals by: Deepti Rege, Arohi Mhatre, Mayuri Patwardhan
Music: Sunny Bawra, Inder Bawra
Lyrics: Manoj Muntashir, Sagar Lahauri
Music Label: T-Series

Rehnuma Full Lyrics

Rehunma…
Tu jo mila, sab mil gaya
Dil ki namaazein jaake
Pahunchi falak se aage
Toh jaake paaya tujhko
Mere rehnuma…
Mujhko mera Rabb mil gaya
Baahon se aage tere
Duniya nahi hai meri
Rakhle yahin tu mujhko
Mere rehnuma…
Jo naa bhaaye, teri nazar ko
Dekhungi naa main phir woh nazara
Tu jo mile toh, chhod doon khud ko
Tujhme kahin hai mera kinaara
Bas tu hi tu mujhe yaad hai
Dil ki namaazein jaake
Pahunchi falak se aage
Toh jaake paaya tujhko
Mere rehnuma…
Guzri hoon jab se, main tere dar se
Hasne lagi hoon main, khul ke rehbar
Dard se tere rista juda toh
Ab muskuraate hai mere manjar
Haan.. Rabb ki mujhe saugaat hai
Dil ki namaazein jaake
Pahunchi falak se aage
Toh jaake paaya tujhko
Mere rehnuma…
Baahon se aage tere
Duniya nahi hai meri
Rakhle yahin tu mujhko
Mere rehnuma…

Rehnuma Full Official Video Song

Aye Khuda | Rocky Handsome New Hindi Movie Song With Lyrics

Aye Khuda  Rocky Handsome

Aye Khuda Song And Lyrics From Indian Movie Rocky Handsome, The Song Is Sung By Rahat Fateh Ali Khan And Composed By Sunny Bawra and Inder Bawra And Lyrics By Sachin Pathak and Shekhar Astitwa.
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Music: Sunny Bawra, Inder Bawra
Lyrics: Sachin Pathak, Shekhar Astitwa
Starring: John Abraham, Shruti Haasan
Music Label: T-Series

Aye Khuda Full Lyrics

Le aayi hai beete hue
Lamhon ko phir haan ye zindagi
Yun beraham si ho gayi
Lene chali jaan ye zindagi
Khuda kyun rooth gaya mujhse
Nahi tha bair mera tujhse
Kyun tune chheen liya mujhse
Mera jahaan…
Aye Khuda (Khuda…)
Tu bata (bata…)
Le aayi hai beete hue
Lamhon ko phir haan ye zindagi
Yun beraham si ho gayi
Lene chali jaan ye zindagi
Khuda kyun rooth gaya mujhse
Nahi tha bair mera tujhse
Kyun tune chheen liya mujhse
Mera jahaan…
Aye Khuda (Khuda…)
Tu bata (bata…)
Yeh kya kiya Khuda… haaye!
Yeh kyun kiya Khuda…
Bata mere Khuda…
Thi kya meri khata…
Bejaan si, hai zindagi
Har saans hai ghamzada
Yeh kya kiya Khuda… haaye!
Yeh kyun kiya Khuda…
Bata mere Khuda…
Thi kya meri khata…
Ummeed hai tooti hui
Tanhaiyon ka daur hai
Hai khwaishein bikhri hui
Khamoshiyon ka shor hai
Bula le apne paas mujhe
Naa aaye jeena raas mujhe
Kyun tune chhen liya mujhse
Mera jahaan..
Aye Khuda (Khuda…)
Tu bata (bata…)
Yeh kya kiya Khuda… haaye!
Yeh kyun kiya Khuda…
Bata mere Khuda…
Thi kya meri khata…
Bejaan si hai zindagi
Har saans hai ghamzada
Yeh kya kiya Khuda… haaye!
Yeh kyun kiya Khuda…
Bata mere Khuda…
Thi kya meri khata….
Aa…

Aye Khuda Full Official Video Song

Aye Khuda (Duet) | Rocky Handsome Movie Song With Lyrics

Aye Khuda (Duet)

Aye Khuda (Duet) Song And Lyrics From Hindi New Movie Rocky Handsome, This song Is Sung By Rahat Fateh Ali Khan andShreya Ghoshal, And Composed By Sunny  Bawra and Inder Bawra.
Singers: Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal
Music: Sunny Bawra, Inder Bawra
Lyrics: Sachin Pathak And Shekhar Astitwa
Music Label: T-Series

Aye Khuda (Duet) Full Lyrics

Le aayi hai beete hue
Lamhon ko phir haan ye zindagi
Yun beraham si ho gayi
Lene chali jaan ye zindagi
Khuda kyun rooth gaya mujhse
Nahi tha bair mera tujhse
Kyun tune chheen liya mujhse
Mera jahaan…
Aye Khuda (Khuda…)
Tu bata (bata…)
Ummeed thi, armaan the
Khushiyan bhi thi, behisaab si
Baahon mein thi, duniya meri
Thi zindagi jaise khwaab si
Har ik pal roshan roshan tha
Mehekta dil ka aangan tha
Tha jannat se badhkar pyaara
Mera jahan…
Aye Khuda (Khuda…)
Yeh bata (bata…)
Yeh kya kiya Khuda… haaye!
Yeh kyun kiya Khuda…
Bata mere Khuda…
Thi kya meri khata…
Bejaan si hai zindagi
Har saans hai ghamzada
Yeh kya kiya Khuda… haaye!
Yeh kyun kiya Khuda…
Bata mere Khuda…
Thi kya meri khata…
Ummeed hai tooti hui
Tanhaiyon ka daur hai
Hai khwaishein bikhri hui
Khamoshiyon ka shor hai
Bula le apne paas mujhe
Naa aaye jeena raas mujhe
Kyun tune chheen liya mujhse
Mera jahaan..
Aye Khuda (Khuda…)
Tu bata (bata…)
Yeh kya kiya Khuda… haaye!
Yeh kyun kiya Khuda…
Bata mere Khuda…
Thi kya meri khata…
Bejaan si hai zindagi
Har saans hai ghamzada
Yeh kya kiya Khuda… haaye!
Yeh kyun kiya Khuda…
Bata mere Khuda…
Thi kya meri khata…
Aa…

Aye Khuda (Duet) Full Official Video Song

Rocky Handsome | John Abraham All Songs And Lyrics

Rocky Handsome Wallpaper, Rocky Handsome Songs Lyrics
All Songs And Lyrics Of Latest Bollywood Movie Rocky Handsome, This Movie Is directed by Nishikant Kamat And Produced By John Abraham Entertainment and Azure Entertainment.
In this Film leading roles John Abraham and Shruti Haasan. This Movie Songs Singed By Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal, Bombay Rockers, Ankit Tiwari, Inder Bawra and Sunidhi Chauhan.
The soundtrack is composed by Sunny Bawra and Inder Bawra And Released By T-Series music.

Rocky Handsome Movie’s Songs With Lyrics

1. Rock The Party Song And Lyrics – Bombay Rockers

2. Aye Khuda Song And Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan

3. Alfazon Ki Tarah Song And Lyrics – Ankit Tiwari

4. Rehnuma Song And Lyrics – Shreya Ghoshal, Inder Bawra

5. Titliyan Song And Lyrics – Sunidhi Chauhan

6. Aye Khuda (Duet) Song And Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal